Saturday, January 19, 2008

Halla Re - Song From Neel N Nikki


Na pairo mein payal na haaton mein kangana
chali main chali main chali
ho na ankhon mein kaajal na maathe pe bindiya deewane ki dhundu gali

i wanna show my body groove the nite away
chahe bas chahe yeh dil dilbar ko paana re
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyaare
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyaare

main toh na jaanu kisko dhunde yeh nazar bekhabar
main toh na jaanu kisko dhunde yeh nazar bekhabar

ho jiski khaatir todu main duniya bhar ki rasmein
kare joh vaade pure nibhaye saari kasmein
kahin toh mil jaye woh chahe dil toot ke mujhko
rahoon na main bhi bas mein raahein na woh bhi bas mein

I wanna show my body groove the nite away
chahe bas chahe yeh dil dilbar ko pana re
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyaare
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyaare

aya kahin pe mujhko mera humsafar joh nazar
aya kahin pe mujhko mera humsafar joh nazar
mohabbat ki rahon par main hadh se badh jaaungi
main uske naam jawani kasam se kar jaaungi
mujhe hai itna kehna wohi hai mera gehna
agar bahon mein lele khushi se mar jaaungi

i wanna show my body groove the nite away
chahe bas chahe yeh dil dilbar ko pana re

halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyare
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re
tu jhoom le tu naach le masti mein tu kuch pyare
halla re halla re halla re
halla re halla re halla re




From Movie : NEAL N NIKKI
Hindi Song Title: Halla Re Halla Re
Singers/Artists: SHWETA PANDIT, SALIM MERCHANT, IRSHAD KAMIL


Video









No comments: